Saturday 29 April 2017

JIO 4G Video Call Record Kaise Kare ? Janiye Hindi Me

Mobile Ki Screen Record Karne Ke bad Is article Hum apko batane jaa rhe hai Ki Reliance JIO 4G Video Call Record karne Par App Us Video Call Ko Audio aur Video Ke Sath Kaise Record kar Sakte hai. JIO 4G Me Bina Internet Ke Video Call Kar Sakte hai Aur Video kI Quality Bhi Acchi hoti hai. aap kaise Video Call Ko Record Kar Sakte hai Uske Bare Me Jankari Le Sakte hai.


How To JIO 4G Video Call Record

Android Mobile Me Audio Call Record karne Ke liye apko Bahut Se Android application Play Store me Mil jayengi. Par Video Call Me Recroding Option Bahut kam milta hai Ese Me Mobile user chahe to Kabhi Bhi Video Call Ko Live Record Kar Sakte hai. Bad Me chahe to Dekh Sakte hai.

JIO 4G Video Call Recording Kaise Kare

Video Call Recording Ke Liye apko Yaha Par ek Video Call Record Application ke bare Me batane Jaa Rha hu. Jiska Naam hai AZ SCREEN RECORDER ye Android application hai Jo Ki Play Store par apko Free Me mil Jayegi. Is Android application Ko Install Kar lijiye aur Apko Iska Upyog Karna hai Video Call Record Aasani Se Ho Jayegi
Agar app Internet Ki Madad Se Jaise IMO Se Video Call, Skype Se Video Call karte hai. Whatsapp Messenger SE Video Call karke Usko Record karna chahte hai to aasani Se Kar Sakte hai.

Download AZ Screen Recorder From Google Play Store
 
Download karne ke bad Wo Automatically apke Smartphone Me Install Ho Jayega. Usko aap Open kijiye aur Uski Settings Me Jakar apko Kuch Settings Karni hai

Screen Recorder Settings:

#1. Iski Setting Me Resolution Set karna hai. Resolution Video Ki Quality ke liye hota hai | Resolution jitna bada hoga video ki Quality utni hi clear hogi. Par Ese Me Video Ka Size bhi Kaafi jyda ho Sakta hai. Iski Normal Resolution 640*360 Kar Sakte hai.
#2. Bit-rate Ki Setting Ko Auto Me Kar Dijiye
#3. Record Audio Wale option ko Enable Karna jaruri hai. Kyu Ki Agar ye option Enable nhi hoga to Video Calling Ko Record Karte Samay apke Us Video me Awaj Record nhi ho payegi.
In Setting Ko Pura karne ke bad apko Kuch Baat Ko Dhyan Rakhna hai.
Video Call karne se phele apko Apko AZ Screen Recorder ko Start karna hoga aur uske bad aap kisi ko Video call kar sakte hai ya koi bhi call received kar sakte hai. Agar apne Video call ke bich me AZ Screen Recorder ko start kiya to audio ko miss kar jayega. Esliye apko dhyan rakhna hai
Dosto ek Baat Kahna chahunga Ki Agar aap kisi ki Video calling ko Record karte hai to Uska Koi Bhi Kisi Bhi Prakar ka Galat Upyog Na kare jisse samne walo ko koi problem ho. Video Call ka Koi Galat maksad nhi hona chahiye.
To Dosto is tarah se app JIO 4G Video Call Record kar sakte hai aur usko Record bhi kar sakte hai

हर ताज़ा अपडेट पाने के लिए के फ़ेसबुक पेज को लाइक करें।

Share your friends & More updates ऐसी ही नयी पोस्ट्स ईमेल में प्राप्त करें. It's Free

No comments:

Post a Comment

Popular Posts